Allah Taala ko raazi karnay walay kaam pehlay karein duniya kay kaam khud theek ho jayein gay, mustaqil tasbeeh say dil badal jata hai, dua ki ahmiyat aur qadar, zikar azkar say dil zindah hota hai, Khuda Rasool SAW say sachi mohabbat karna aur khauf mein rehna, tamam sahaba karaam say mohabbat rakhein, firqoon mein aur ikhtilaaf mein mat parein, Aaqa Jee SAW kay sabab jo naimatein mili un ka shukar ada karna, Sheikh Jee ki hamaray liye bay intihaa mohabbat, woh hi kaam karein jo Aaqa Jee SAW aur sahaba karaam naybkiye hain, shirk ki wazahat, Aaqa Jee SAW ka waseela