Huququl ibaad kay baghair mumkin hai ibadat bhi qabool na ho, ghar waloon kay saath ikhlaaq aur un ki soch kay mutabiq baat karein, jabar na karein, nazar say bachnay ka tareeqa, muhabbat walay kay liye Aaqa Jee SAW ki har baat farz ki tarha, logoon ki baatoon ko soch kar achay kaam na chorein, daarhi hukman sunnat, Aaqa Jee SAW kisi say bhi milein us ka adab karna hai, dil khulna aur faiz, Aaqa Jee SAW ki raza ko sochna, Khuda par bharoosa ziada asbaab par kam karein, zikar azkaar ko sirf museebat kay waqt na karein, wazaif kay saath parheizoon kay faiday, aamil aur jado wagera shirk aur kamzoori ka rasta, Aaqa Jee SAW ki baatoon ko ehmiyat dein, Khuda Rasool SAW kay rastey mein waqti mushkilaat kay baad aasaniyan