Zikar azkar say rehmatein aayein, lillah Khuda Rasool SAW say muhabbat karein aur mukhlis ho jaein, Allah Rasool SAW ko raazi karein logoon ki baatoon ko na sochein, muhabbat insaan ki soch khatam kar daiti hai, daarhi ki ehmiyat aur hikmat say barhana, takabbur kay baghair ibadat, Medina shareef mein aadaab, jo Aaqa Jee SAW say muhabbat na karein un say door rahein, Asli buzurg say jurnay mein asar, Khuda Rasool SAW ki raza mein raazi rahein, duniya ko ehmiyat mat dein asal zindagi akhirat ki, sachai say lagnay walay ko mushahidaat pesh aaein, aasaniyaan chahtay hain tau Khuda Rasool SAW ki muhabbat mein lagein, Aaqa Jee SAW hayatunabi, Zikar aur durood ka asar, insaan ko sahi galat ka pata hota hai, kisi buzurg ko bura mat kahein, taqwa ikhtiyar karnay say riziq khuley, Emaan mazboot nahin tau zahiri koshish bhai kaam nahin aati