Duniya ko haath say chor dein Imaan ki hifazat karein aap ka imaan na jaye Namaz na jaye, Zikar Azkar say Imaan ki taqat aati hai, Namaz ba jamaat ada karein, Aaqa Jee SAW ko raazi kar lein sab kaam ho jayein gay, Wazaif dil say parhein tau sab theek ho jaye ga, Aaqa Jee SAW bulaein tau Namaz tor kay aa jaein, Namazi kay agay say na guzrein