Allah ki qurbat kay liye nawafil parha karo, Nabi Paak SAW ki qurbat kay liye durood shareef parha karo, mulk ki bunyad islam, niyat theek par hikmat nahin hai, mohabbat wala har cheez ko farz samajh kar karta hai, Pakistan Aaqa Jee SAW kay naam mubarak pay bana hai, Aaqa Jee SAW har waqt maujood hain, Aaqa Jee SAW hamaray waseela hain, hamara imaan Allah Rasool SAW ki mohabbat hai, apnay imaan ko bachana hai, Aaqa Jee SAW say rabta rakhna hai, Sheikh Jee Multan Sharif mein