Allah Taala say raabtay walay kamoon ko ziyada ahmiyat dein duniya ko kam dein, jis ko Haya nahi us ko imaan nahin, parda, zikar azkar say Rohani quwat millti hai, namaz chorna kufar hai, a'amaal kay hisaab say halaat badlein, sirf kattar aashiq e Rasool SAW banein aur ikhtilaaf mein nah parein, imaan waloon ki aapas mein aik dosray say mohabbat honi chahiye, taqway vala Allah Taala kay ziyada qareeb ho na kay hasab nasab vala, kafiroon say bhi achay ikhlaq say paish ayein, Aaqa Jee SAW ka husn e ikhlaq, Khuda Rasool SAW ka gham sab say pehlay hona chahiye, Aaqa Jee SAW ka ban'nay say har raahat haasil ho, duniya say mohabbat nuqsaan ka bais, sachi mohabbat sirf Allah Taala aur Aaqa Jee SAW kay saath rakhein