Gayebana dua ki ziyada qabuliat, Aaqa Jee SAW ka Allah Taala say zabardast Rabita, haraam maal ki khabasat, halal rizaq say har dua qubool, taqway ka assar, langar shareef mein sadqa aur zakaat mat dalein, kaarobar mein imandari, logoon kay saath taaluqaat Khuda Rasool SAW ki wajah say rakhein, Aaqa Jee SAW kay saath mohabbat mein mafaad mat rakhein, Aaqa Jee SAW ko raazi karnay ki tamanna, ijtimai ibadat ki fazeelat, Aaqa Jee SAW ki mohabbat mein bethnay ka faida aur Aaqa Jee SAW ki nazar mubarak ibadat say ziyada, Aaqa Jee SAW buroon ka bhi khayaal farmatay hain, Aaqa Jee SAW ummat kay wali aur rehmatal lil aalamin hain, Allah Taala kay baad sab kuch Aaqa Jee SAW hain, Khuda Rasool SAW ki mohabbat mein jurnay kay liye aik dosray ki madad karna chahiye, duniya mein sab pardesi, Khuda Rasool SAW ki mohabbat par sab muhabbatein qurbaan karein, sukoon aur raahat Allah Taala say mohabbat mein hai, Allah Taala chahein to har kaam bantaa hai