Allah Rasool SAW ka sahara sab say bara sahara hai, Allah emaan walay kay dil main sama jata hai, Zikar azkar mohabbat aur shoaq say karein, dhaari hukman sunnat hai, Dil say tasbeeh parhein, Aaqa Jee SAW pooray aalam kay liye rahmat hain, Eman waloon pay imtihan aatay hain, Aaqa Jee SAW insaaf walay hain, Takabur walay ko Allah zaleel karta hai, Allah say uska fazal maango, Allah shirk moaf nahin karay ga, Aqeedoon mein nahin parna, Laila majno ban'na hai