Ibadat mein wafa ho beshak duniya miley na miley, muhabbat wali jaga par azaab bhi qabool hona chahiye, ishq mein soch khatam, bachoon say rehmat, Khuda Rasool SAW ki baat par yaqeen rakhein aur shaq na karein, taqway say barkat, duniya kay liye Khuda Rasool SAW say dhiyaan na hatey, Khuda Rasool SAW kay paas amal ki ehmiyat hasab nasab ki nahin, Aaqa Jee SAW par durood parhna bara waseela, gungunaye ashaar, Aaqa Jee SAW ki wajha say buzurgoon ka adab