Home Mehfil Naat Shareef Taleemat Wazaif Notice Board About Contact
Directory Jamat Timing

CT-801

19-10-1997
ظہر
شروع کی محفل
Gungunaye ashaar, Allah ki rehmat na ho to museebatein aati hain, zikar azkar say dil theek hota hai, aamaal achay hon to Allah ki rehmat aaye gi, imaan mazboot hoga to sab maamlaat theek ho jayein gay, bachoon ko namaz ki pabandi karwaein, inshaAllah kehnay ki ahmiyat, shukar karnay say Allah ki rehmat ziyada aati hai, na shukri say museebatein aati hain, mout ko bohat yaad kiya karo, zikar azkar insaan ki Rohani khoraak hain, zikar azkar say imaan mazboot hota hai, Allah Rasool SAW ko raazi karnay ki niyat kar lo, Jama'at kay saath namaz parhni hai, Aaqa Jee SAW hamaray waseela hain, a'amaal ki wajah say halaat kharab hotay hain, deen ka ilm sikho, ghulamِ e mustafa ban'na hai, zikar azkar say faiz aaye, Allah Rasool SAW ki Raza walay kaam karnay hain
Search
Search for Taleemat, Naats, or Mehfils
Search in: