Rishtay Tamaam Tor Ke Saaray Jahan Se Hum, Wabasta Ho Gaye Hain Toray ﷺ Aastaan Se Hum. Soo-e-Haram Chalay Hain Musarrat Ke Qaafilay, Roye Lipat Ke Gard-e-Raah-e-Karwan Se Hum.
CD-073 Track 7
8:57
Old Naat Shareef
Rishtay Tamaam Tor Ke Saaray Jahan Se Hum,
Wabasta Ho Gaye Hain Toray ﷺ Aastaan Se Hum.
Soo-e-Haram Chalay Hain Musarrat Ke Qaafilay,
Roye Lipat Ke Gard-e-Raah-e-Karwan Se Hum.
Zinda Rahein To Bas Faqat Ishq-e-Nabi ﷺ Mein Hum.